User:Azharuddin aj chemistry
Azharuddin
mobile number 9565763231
Top education barachawar lakhnauli Top coaching barachavar
village:mata
short name:Aj
The means of aj
Azharuddin, j
mo..Azharuddin9565763231
Top education barachawar lakhnauli developed by Azharuddin. ( coaching.: Top education since2009- present,) FOUNDER: mr B.N SINGH ( banshnarayana singh) PLACE:BARACHAWAR, LAKHNAULI.Azharuddin aj(9565763231) con . Teacher( pradeep ) SUBJECT., LESSION, , (02/07/2015) STARTED:DATE: 03/07/2015 . समावयवता(ISOMERS) : BHINN- BHIN yaugiko ke adu sutra sman hote hai prantu bhautik aur rasayanic gun(गुण) Bhinn- bhinn hote hain, ye prasper ek dusre ke samavyaviya (समायवीय) hote hain tatha yah ghatna samavyavta(समावयवता) kahlati hai jaise: C2H5o2H TATHA ( cH3-o- CH3) In dono yaugiko ke adu sutra C2H6o hain isliye yah yaugik aapas mein samavyvata rakhte hain ,C2H5oH (Athil alkohal) yah drava( liquid) hai iska kwathnank 78¤celcious, hai ,CH3-o- CH3( Die either) yah gas hai iska kawathnank(boiling point )_24 ॰ celcious hota hai, Athil alchol H I ( HYDROGEN IODIED) ke sath kriya karke CH2H5 banata hai , CH3-o-CH3, HYDROGEN IODIED ke sath kriya karke methil iodied banata hai , समावयवता के प्रकार ( smavyavta ke prakar.) ye do prakar ke hote hain sanrachnatmak samavyavta( structural isomers) ..2, trivimiya samavyavta( strio isomers) , संरचनात्मक समावयवता .SANRACHNATMAK SAMAVYAVTA.. aduon (अणुओँ) mein sanrachnatmak sutra ke bhinnata ke karn hoti hai . ye 5 prakar ke hote hain 1 shrinkhla samavyavata( chain isomers) 2 asthaniya samavyavta( position) 3 kriyatmak samuh( functional groupe) 4 madhyavakta ( metarism) 5 chalvayakta( tutorism)
.04/07/2015.. shrinkhla samavyavta(क्षृँखला समावयवता) carbanic yaugiko mein shrinkhla ke bhinnta ke karan payi jati hai .example: alken( carbon ke bich single bond,c-c) aur alkin( ke bich double bone.c=c) hota hai aur alkaien ke bich triple bond hota hai(c~=) hota hai teen hydrogen jodane tatha kriyatmak samuh mein bhinnta ke karan paye jate hain. example: c4H10 > CH3-CH2-CH2-CH3 (NORMAL BUTANE) ,c4H10>CH3-CH-CH3
! CH3 ( ISO-BUTANE)
EXAMPLE:2, C5H12 > CH3-CH2-CH2-CH3( NORMAL PENTANE,) C5H12> CH3-CH-CH3 ! CH3( ISO PENTANE)
13/07/2015 Geometric iso-rism
jyaamitiya samavyavta - smavyavta mein ; " jab do carbon parmaduon ke bich divband(double bond) upasthit(available) hota hai tatha in dono carbon parmaduon(atoms) ya samuh jude hote hain , use jayaamitiya samavyavta kahte hain
ye do prakaar ke hote hain
(1)Cis -isorism,(2) trans -iso rism
Cis -isrism _ jab do saman samuho(groupe) divbandh(double bond) ke ek hi disha mein jude hote hain Cis smavyavta kahlata hai!
cl_=c_c-cl br-/ cl.
Trans smavyavta- jab do viprit samuh divbabdh(double bond) ke ek hi disha mein jude hote hain
Example: H_ oH
c=c br/ H jayamitiya samavyavta (geometric iso-rism) Ko pradarshit karne ka karan
-jab do parmadu praspar ekal bandh(single bond) (c-c) dwara jude hote hain tobunko bich svatantra ghuraran(free rotation) hota hai jisse in dono carbon ke parmaduon par parmadu ya samuhon ki sthitiya(postion) asthaan mein nischit nahin hote jab carbon parmaduon ke bich divbandh(double bond) (c=c) upasthit hota hai to free rotation nahin hota hai jisse in carbon parmaduon par parmadu aur samuh ke esthitiya ke nischit hota hai is karan yah geometric iso-rism (jayamitiya samavyavta hota hai ," jahan carbon parmaduon ke bich ,(,c=c) double bond hota hai to wah pratiyabandhitbhota hai.....................[GEOMETRIC ISOMRISM{JAYAMITIYA SAMAVAYAVTA]
SAMAVAYAVTA MEIN,
JAB DO Parmaduon ke bich double bond upasthit[ available] hota hai or in dono carbon parmaduon par chaar bhin -bhin prakaar ke parmadu ya samooh jude hote hain
KINDS OF GEOMETRIC ISOMRISM,[ JAYANITIYA SAMAVYAVTA KE PRAKAAR] ye do prakaar ke hote hain, .[1] cis isomrism, [2] trans isomrism CIS ISOMRISM... ' jab do samaan samooh double bond ke ek hi disha mein jude hote hain cis isomrism kahlata hai,
TRANS - ISOMRISM..,., JB DO VIPRIT SAMOOH DOUBLE BOND KE EK HI DISHA MEIN JUDE HOTE HAIN, , EXAMPLE.. H\ CL \ /......[ CIS ISOMRISM] /C=C H /CL
TRANS.. [ ISME EK HI DISHA MEIN AKAG SAMOOH JUDE HOTE HAIN,
Lession carbaniko ke sanrachnatmak sutra vargikaran or name carbanik yaugikon mein shrinkhalit_ carbanik yaugikon mein shrinkhalit hone ka gun bahut adhik hota hai carbon parmadu praspar double bond triple bond ke ek lambi shrinkhala banate hain
ch_ch_ch_ch=ch=chch,
TEEN HYDROGEN ko jodane or kritatmak samooh mein bhinnta ke karan payi jati hai
- example . cH4 ........ CH3 _CH2 chain isomrism (shrinkhla samavayavta) carbanic yaugiko mein bhinnta ke karan payi jati hai
: EXAMPLE ; alkinn (c_c) ke bich single bond hota hai , .or alken *(c=c) [ ismein carbon ke bich double bond jude hote hain , alkaien ( c_=c) [ ismein carbon ke bich triple bond se jude hote hain ,_CH2 CH3 [ NORMAL BUTANE ],,,,, C4H10 ...... CH3-Ch-ch3 | cH3 [ ISO BUTANE ],,,.. C5H12 ...... CH3-CH2-Ch2 {normal penten] c5H12...... C5H12..... CH3-Ch-ch3 | ch3[ iso\ butane]
p-ositional isomrism [ asthaniya samavyavta] saman prakaar ke sajatiya shreni[series] ke yaugik mein prakaar paayi jati hai, yah samavayavta pratiasthapi samooh [florine , bromine, iodine , astatine] ...
; example: c3H7CL KRIYATMAK SAMOOH SAMAVYAVATA: bhin -bhin yaugiko ke adu sutra samaan hote hain , prantu kriyatmak samooh bhin bhin hote hain , jise kriyatmak samooh samavyavta kahte hain ye sajatiya series ke ke yaugik mein payi jati hai , jiske karan inke bhautik aur rasayanik gud bhin - bhin hoyte hain , EXAMPLE: C2h60
. 21-07-2015
know more about the chemistry iron ke ayask;;[ hemetite, mangnetite, leopoparite, kalpokarite, siderite, ubhaya dharmi, [zn, al, Be, Ga, pb sn] oopdhatu,[ si, Ge, As, sb, Te. po
PITAL KE MISHRAN[ pital, tamba, zink,]
Carbon ke mishran[carbon, tunguston, 8iron,
TAMBA KE MISHRAN... [ TAMBA, JASTA, TIN{Sb}
Lesson date/24/10/2015 / D.c Roy Petroliyam
Do shabdo se milkar banaa hai Petro+oiliyam jiska matlab chattan aur tell hota hai(mountain and oil)
Prakriti me paaye jaane wale praniyo(creatures) ka mritt sharir taliya padarth ka sraw karte hain jo dharatal me dheere dheere risate huye kisi kathor parat par ekatra ho jata hai jo petroiliyam koop kahlata hai petroiliyam koopo ko redar kirno(rays) dwaara pataa laga kar chushan kriya dawaara prapt karte hain jo gasolene, kerosene, disel aur anya bhari tellon ka mishran hai Petroiliyam ka shuddikaran(purification of petroiliyam ....... petroiliyam ka shodhan prabhaji aaswan vidhi dwara kiya jata hai
Is vidhi me prabhajak astambh me petroiliyam.padarth bhar kar use garm kiya jata hai jiske karan wah lagbhag 40°c_170° tap par garm hokar gassolene 170°_230°c par, kerosene230°c_330°c tap par disel aur antatah bhari pdarth tel pichch alkqatra perapt hota hai Bhanjann→ ucch adu bhaar wale hydrocarbonn ko garm karne par uska apne awayawon me apghathit ho jane ki kriyaa bhanjann kahlati hai
€xamples: decen garm hokar octen or athil banata hai Reaction:c10H22→c8H18+c2H4
| | (OCTEN) ,(Athilin) Apasfotann→antar dahan engine ke cylinder me endhann ke antim bhaag ka samaya se purva prabal bisfot ke sath swat: prajwalwitt ho jata ho jane ki kriya apsfotan kahlati hai OCTEN SANKHYA(OCTEN NUMBERS}→ Endhann ke gunwatta ki maap karne ka mapak octeb scale kahlata hai or octen scale ka aadhaar iso— octen or Normal —hepten hai
→kisi indhann me upasthit iso-octen ki matra us endhann ki octen sankhaya kahlati hai! alken ki apekesha iso-alken wale yaugik achhe endhann hote hain €xample:gassolene ki octen ki sankhaya 80% hoti hai iska arth yah hai ki endhann me iso-octen ki matra 80% or Normal hepen ki matra20% hoti hai
Anti nok agent
Anti nok agent. Wah padarth jo endhann ke apasfotan ki dar % dheema kar deta hai apsfotirodhi karak ya anti nok agent kahlata hai Tetra Athilade→ ek achha apsfoti rodhi karak hai
Lession Alken Recognize(—)single bond Adu sutra ( molecular formula(cH4) Molecular weigth adu bhaar(16) Sanrachna ( structure) H
H→c→ H
| H Preparation mathod ( banane ki vidhi) CH3cooHNa+NaoH→cH4+Na2co3
€xample: Al4c3+H2o→ 4Al(oH) 3+3cH4♠
(2).. cH3MgI+H2o→cH4 +mg(oH) I Bhautik gud(physical properties) colorless, tasteless aur pani me avileya padarth hai iska kawathanank(boiling point) 44°C hota hai Rasayanik gud( chemical properties)
(1)CH4+cl2→(light frequency)→cH3cl+Hcl CH3+cl2...→CH2cl2+Hcl
CHcl2→cCl4+Hcl(carbonn tetra carbide) cH4+HN03→CH3No2+Hcl
cH4+o2 →Co2↑+2H2o
| (High tamprature) Use: chloroform banane me , Nito ethane bana ne me kiya jata jata hai,
Lesson (Alkin)
Formula(cnH2n)
(=_) triple bond
Adu bhaar (28) H
Structure H\ /
\ c=c \ \
H H Properation mathod ( banane ki vidhi) cH5Hso4→c2H4+H2so4
Physical properties tasteless, colorless pani me awileya